Do din ki zindagani hai,
Phir bhi isme jeena hamari bezubani hai.
Enjoy Every Movement of life!
Do din ki zindagani hai,
Phir bhi isme jeena hamari bezubani hai.
Jeevan mein ek baar sabhi ne kiya hai pyar,
Kuchh ne darr kar kuchh ne josh mein kiya izhaar,
Magar bina bole jab do dil keh jaye dil ki baat,
Vahi hai nazar ka nazar se saccha ikraar.
Pyar aur nafrat dono hi kya kamaal karte hain,
Ho agar shiddat se to zindagi barbaad karte hain 🙌
प्यार और नफरत दोनो ही क्या कमाल करते हैं ,
हो अगर सिद्दत से तो जिंदगी बर्बाद करते हैं|🙌