Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
इंतज़ार की आरज़ू || tanhaiyo se mohobbat || hindi shayari intezaar
Intezaar ki aarzu abh kho gai hai
khamoshiyo ki aadat ho gai hai
na shikwa raha na shikayat kisi se
agar hai to ek mohobat
jo in tanhaaiyo se ho gai hai
इंतज़ार की आरज़ू अब खो गयी है,
खामोशियो की आदत हो गयी है,
न शिकवा रहा न शिकायत किसी से,
अगर है तो एक मोहब्बत,
जो इन तन्हाइयों से हो गई है। 💘
Title: इंतज़ार की आरज़ू || tanhaiyo se mohobbat || hindi shayari intezaar
Ek waqt tha || two line Hindi shayari || sad
Ek waqt tha jab hmari batein hi khatam nhi hoti thi
Aur ek waqt hai jab hmari baat bhi nhi hoti hai 💔
एक वक्त था जब हमारी बातें ही खत्म नही होती थी
और एक वक्त है जब हमारी बात भी नही होती है।।💔
