
Enjoy Every Movement of life!

Pyaar karo ya na karo,
Saath raho ya na raho,
Bas yaadein hamare liye chodd do,
Chahe aitbaar karo na karo.❣️
Jeevan mein ek baar sabhi ne kiya hai pyar,
Kuchh ne darr kar kuchh ne josh mein kiya izhaar,
Magar bina bole jab do dil keh jaye dil ki baat,
Vahi hai nazar ka nazar se saccha ikraar.