Skip to content

Point of life

Title: Point of life

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Badal jate hain log || hindi sad shayari

Pehle vishvaas jeetkar dil mein samate hain log
Fir khuab bankar sapno mein aate hain log
Fir jatate hai ke vo sirf hamare hai
Par pta nahi kyu akhir mein badal jate hain log 💯💔

पहले विश्वास जीतकर दिल में समाते हैं लोग॥
फिर ख्वाब बनकर सपनों में आते हैं लोग॥
फिर जताते हैं कि वो सिर्फ हमारे हैं॥
पर पता नहीं क्यों आखिर में बदल जाते हैं लोग॥💯💔

Title: Badal jate hain log || hindi sad shayari


Tere khayal ka bhi khayal rakhte hain || love hindi shayari

Nahi karte shareek tere khayal mein kisi or ko… Hum tere khayal ka bhi bhut khayal rakhte hain…