Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jaane walon ne sikhaya || sad but true shayari || two line sad shayari
Jaane walo ne yeh sikhaya hai ki
aane walo ko aaukat mein rakhna..🙃
जाने वालों ने ये सिखाया है कि
आने वालों को औकात में रखना..🙃
Title: Jaane walon ne sikhaya || sad but true shayari || two line sad shayari
Hindi shayari || Motivational shayari
Mushkilon mein bhag jana asaan hota hai,
Har pehlu zindagi ka imtihan hota hai,
Darne walon ko kuchh milta nahi zindagi mein,
Aur ladne walon ke kadmon mein jahan hota hai🙌
मुश्किलों में भाग जाना आसान होता है,
हर पहलू ज़िन्दगी का इम्तिहान होता है,
डरने वालों को कुछ मिलता नहीं ज़िन्दगी में
और लड़ने वालों के कदमों में जहान होता है🙌
