Skip to content

Dosti nahi pehli aas || friend’s post

Dosti nahi pehli aas ho tum rishto me nahi vishvaas ho tum

pyaar bhare din ki shuruaat ho tum

दोस्ती नहीं पहली आस हो तुम रिस्तो में नहीं विश्वास हो तुम
प्यार भरे दिन की शुरुआत हो तुम

Title: Dosti nahi pehli aas || friend’s post

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kismat da vi koi kasoor nahi…💯 || Punjabi status || true lines

ਕਿਸਮਤ ਦਾ ਵੀ ਕੋਈ ਕਸੂਰ ਨਈ ਕਈ ਵਾਰ ਅਸੀ ਮੰਗ ਹੀ ਉਹ ਲੈਨੇ ਆ ਜੋ ਕਿਸੇ ਹੋਰ ਦਾ ਹੁੰਦਾ..💯

Kismat da ve koi kasur nhi kyu vaar assi mang hi unn lene aa jo kisi hor da hunda…💯

Title: Kismat da vi koi kasoor nahi…💯 || Punjabi status || true lines


Tum hote ko kaisa hota || tanhai shayari

Main aur meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ke tum hote to kaisa hota ..

Shayad jaisa socha tha sab kuchh vaisa hota main teri aur tu mera hota..

Saath hoti tere har ehsaas tera hota sukhi ret par giri baarish ki bundo sa saath tera hota 

Par ab Sochu bhi to kya Sochu jo mera tha hi nahi vo mera kaise hota 

Main or meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ki tum hote to kaisa hota …… 

Title: Tum hote ko kaisa hota || tanhai shayari