Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Akele raste || raaste shayari hindi
Kbhi kbhi raste rukne ke hote h
Kon kehta h piche mud ke na dekh
Piche mud nazar utha
Un chehron ko dekh jinme jhuriya jhalak rahi h
Ankhen Taras rahi h
Sicha h jisne tujhe Umar bhar
Woh hath uth rahi h
Dil mein bas jiske dua h
Woh paaon badh rahi h
Tham le hath un Kapti hathon ka
Jo tujhe banane ke liye khud ko Khote h
Kbhi kbhi raste mudne ke hote h
Kbhi kbhi raste rukne ke hote h
Title: Akele raste || raaste shayari hindi
Sacha dost || true lines || funny dosti shayari
Aaj kal ki duniya me kha mumkin hai ki sachha dost mile…..khush naseeb hain aap ki aapko hum mile😂😍
आज कल की दुनिया में कहां मुमकिन है कि कोई सच्चा दोस्त मिले…….. खुश नसीब हैं आप कि आपको हम मिले😂😍
