Skip to content
Life thoughts || zindagi || dukh shayari || punjabi status



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hasne ka anjam || heart touching shayari

Bahot  hasne ka yahi anjam hota hai
Ki ham rona bhi chahe to
Kabhi roya nahi jata💔

बहुत हसने का यही अंजाम होता है
कि हम रोना भी चाहे तो
कभी रोया नहीं जाता💔

Title: Hasne ka anjam || heart touching shayari


Bewafai ka ilzaam || sad hindi shayari

Kismat ye mera imtehaan le rahi hai
Tadap kar yeh mujhe dard de Rahi hai
Dil se kabhi bhi mene use door nhi kiya
Fir kyu bewafai Ka veh ilzaam de Rahi hai

किस्मत यह मेरा इम्तेहान ले रही है
तड़प कर यह मुझे दर्द दे रही है
दिल से कभी भी मैंने उसे दूर नहीं किया
फिर क्यों बेवफाई का वह इलज़ाम दे रही है

Title: Bewafai ka ilzaam || sad hindi shayari