Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
FIKar kiya kro || two line Hindi shayari
Fikr kiya kro meri muje khayal mein rakho tum
Mein man hoon tumhara zra smbhal ke rakho tum!!
फिक्र किया करो मेरी मुझे ख्याल मे रखो तुम
मै मन हूँ तुम्हारा जरा सम्भाल के रखो तुम!!
Title: FIKar kiya kro || two line Hindi shayari
Dilda hal || Shayari hindi true lines
Thukra k usne mujhse kaha hasdo
maine bhi has diya kyuki sawal unki khushi ka tha
Maine to wo khoya jo mera tha hi nahi
usne wo khoya jo sirf usi ka tha….
