Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Aaj bhi naji badla || shayari
Ki tu aaj bhi waisa h
Badla nhi aaj bhi
Wo ankho se muskurana
Badla nhi aaj bhi
Wo chahat me itna kho jana badla nhi aaj bhi
Mrne ke to hazaro bahane h
Pr wo khna ki tere liye ji rha hu
Badla nhi aaj bhi…
Title: Aaj bhi naji badla || shayari
yaad tujhe bhi || Hindi 2 lines shayari
Me manta hu k yaad tujhe bhi meri beshak aati hogi,
magar mere jitni nahi
मैं मानत हूँ कि याद तुझे भी मेरी बेशक आती होगी,
मगर मेरे जितनी नहीं।
-विक्रम
