Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khamoshiyon Par Raaj Karte Hain
Maana Ki Tum Lafzon Ke Baadshah Ho Lekin,
Hum Bhi Khamoshiyon Par Raaj Karte Hain!
Title: Khamoshiyon Par Raaj Karte Hain
Tum fakhr kiya kro || hindi best love shayari
Bhut c nazre hain hum pe bhi
Tum fakhr kiya kro
Jo Humari nazar tumpe rehti hai❤️..!!
बहुत सी नज़रें हैं हम पे भी
तुम फख्र किया करो
जो हमारी नज़र तुमपे रहती है❤️..!!

