Skip to content

Duniya ki samajh se pare || hindi shayari || true line shayari

Har koshish nakamyaab hogi hume padne ki hum duniya ki samaj se zra pare hain💯

 हर कोशिश कामयाब होगी हमे पड़ने की हम दुनिया की समझ से जरा परे हैं💯

Title: Duniya ki samajh se pare || hindi shayari || true line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


jab apse koi madad || True lines🫀🙏

Jb ap se koi madad mange toh ye soch liya Kare ke usne ap se phele apne rab se madad mangi hogi aur phir usi rab ne apka pata bataya hoga ye soch kar madad kr diya kare..🫀🙏 

Title: jab apse koi madad || True lines🫀🙏


Maut ek sacchai

Hasi Majak msti toh krte❤️

Pr jara rehna chahiye bachke🤗

Jiban Mili toh maut v milegi❤️

Yhi ek sach Hai😕😇

Aate Hai rote hue pr sbko hasate😢

Pr jaate bin labzo K sbko rulake😕

Jab tak Hai saanse acche Karam kro yaaro🤗

Q Ki maut Kabhi na aati Apne pass bulake🫤

Haste hasao sbnu yaaro😇🤗

Warna rooh v kaap uthegi😵

maut lejayegi tmko rulake😢

Ajeeb h yeh jiban v🙄

Ek paal ko aate rote chillate😖

Pr khtm v wohi kr dete🫡

Kabhi na uthne wale neend me sulake🥱

Aaye hai yaaro toh Karam kro❤️

Kabhi na Jana kisi ko rulake😇

Q Ki maut Kabhi na aati tmko bulake😊

Title: Maut ek sacchai