
Sanu raas ruhaniat wali mohobbat e bas..!!
Enjoy Every Movement of life!

Is Shayari Ka Maatlaab Aese Hai Ki(Ek Shaksh ne Ek Ladki Se Mohabbat Ki Lekin Usse Kaabhi Khe Na Paya. Magar Ek Dusre Ladke Ne Usse Ishaar Kar Diya Aur Uss Ladki ne Bhi Usse Mohabbat Karli.Aur Ye Shaksh Akela Reh Gaya To Usne Ye Shayari Padhi.` 
Tum bewafai karo hum fir bhi wafa karenge
Daag do khanjar chahe seene mein hum uff tak na karenge 💯
तुम बेवफाई करो हम फिर भी वफा करेंगे
दाग दो खंजर चाहे सीने मैं हम उफ्फ तक ना करेंगे💯