Skip to content

Duniyaa roye || life hindi status

DUNIYAA ROYE || LIFE HINDI STATUS
Jab hum aye zindagi me
duniya hassi hum roye
aisa naam krege
zindagi se jaate hoye
hum hasse or duniya roye..



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt || waqt hindi shayari

Ek waqt hi toh hai jo hamesha badal ta hai

Kitna bhi kosish karlo rukta nahi hai

Yeh kisika nahi hai gulam

Chhin ne pe aajaye toh le jaata hai sukh,chain aur aaram

Sab iske ishare par chalte hain

Jin hone manaa kiya woh jalte hain

Ye waqt kuch chhin ta hai,toh wapas bahut kuch deta hai

Jeene ka,hasne ka,pyaar karne ka phir se ek mauka deta hai

Khusiyon ki shaugaat,lamho ki baarat deta hai

Tute hue dil ke zakham ko marham deta hai

Aur pyaar karne waalon ko milne ka ek haseen mulaqaat deta hai

Title: Waqt || waqt hindi shayari


Khuda ka naam || punjabi khuda shayari

Aise zindagi nahi chahida
jis zindagi me pyaar na ho
aise pal na aa, es zindagi me
jis me khuda ka naam na ho

ਐਸੇ ਜਿੰਦਗੀ ਨਹੀਂ ਚਾਹੀਦਾ,
ਜਿਸ ਜਿੰਦਗੀ ਮੈਂ ਪਿਆਰ ਨਾ ਹੋ,
ਐਸੇ ਪਲ ਨਾ ਆ, ਇਸ ਜਿੰਦਗੀ ਮੈ,
ਜਿਸ ਮੈ ਖੁਦਾ ਤੇ ਨਾਮ ਨਹੀ ਨਾ ਆ

Title: Khuda ka naam || punjabi khuda shayari