main ho jana chahti hu unse itni dur,
magar hu mai behad majboor
ki mujhme samaye hai vo aise
jaise chandani mein noor
Enjoy Every Movement of life!
main ho jana chahti hu unse itni dur,
magar hu mai behad majboor
ki mujhme samaye hai vo aise
jaise chandani mein noor
Zindagi mein vo log bhut khushnasib hote hai,
Jinhe pyar ke badle pyar milta hai,
Par mein to duniya mein sabse jada badnaseeb hu,
Jise pyar karke bhi kabhi na pyar mila aur na hi yaar💔
जिंदगी में वो लोग बहुत खुशनसीब होते है,
जिन्हें प्यार के बदले प्यार मिलता है,
पर मैं तो दुनिया में सबसे ज्यादा बदनसीब हूँ,
जिसे प्यार करके भी कभी न प्यार मिला और न ही यार💔
