Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mashroof ho shayad || hindi shayari
Bhut mashruf ho shayad, jo hum ko bhool bethe ho,
Na ye pucha kaha pe ho, na yeh jana ke kaise ho💔
बहुत मशरूफ हो शायद, जो हम को भूल बैठे हो,
न ये पूछा कहाँ पे हो, न यह जाना कि कैसे हो।💔
Title: Mashroof ho shayad || hindi shayari
father shayari || father love || true line shayari
Mtlb ki is duniya mein vo pita hi to hai
Jo apni aulaad ko bematlab pyar karta hai ❤️
मतलब की इस दुनिया में वह पिता ही तो है,
जो औलाद को बेमतलब प्यार करता है।❤️
