Skip to content

Eh duniya bs mtlb di e

Ehna akhiyan de hnju kon dekhda e
Duniya mtlbi mtlbi te bs mtlbi e
matlabi duniya shayari


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Do char din ka ishq || Two line shayari || love hindi shayari

दो चार दिन का इश्क़ हम नहीं किया करते,
गाँव का आशिक हूँ यूही किसी से प्यार किया नहीं करते…💯🥀

Title: Do char din ka ishq || Two line shayari || love hindi shayari


Mohobbat se nafrat || sad but true || hindi shayari

Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai….
Teri wajah se meri duniya khabon khayalon mein kho gyi hai
Teri wajah se duniya najron se gayab ho gyi hai
Mere khayal, khwaish Haqeeqat mein tabdil hone ki zid mein aa gyi hai….
Aur jo bajaron mein shan se nikla karte the hum,
Aaj hamari pehchan badal gyi hai ….
Aaj tak hum dil ke mareezon ko yun vyapari bulaya krte the ,
Aaj khud unme shamil hain, yeh kaisi bimari ho gyi hai..
Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai..💔

Title: Mohobbat se nafrat || sad but true || hindi shayari