Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tanhai mein ro liya kar || heart touching lines || hindi shayari
Ki Har waqt ka hasna tujhe barbaad na kar de
Tanhai ke lamho me kabhi ro bhi liya kar…
कि हर वक़्त का हसना तुझे बर्बाद न कर दे
तन्हाई के लम्हो में कभी रो भी लिया कर…
Title: Tanhai mein ro liya kar || heart touching lines || hindi shayari
Kaise dekhu kisi aur ki taraf || love hindi shayari
Kisi or ki taraf nazar kaise karun
unhe jo chahiye uss per to hukumat
tumhari hai… ❤️
किसी और की तरफ़ नज़र कैसे करूँ
उन्हें जो चाहिए उस पर तो हुकूमत तुम्हारी है…❤️

