Skip to content

Ek baat bolni THi ||hindi love shayari

Ek baat bolni thi ,
Bol du kyaaa….🤔
Apna naam tere naam ke saath jodna tha ,
Jod du kyaaa….🙈
Yu to Ishq ki hawa kabhi chali nahi hai meri zindagi mein ,
Magar aj soch rha hoon ,
Hawaoo ka rukh mod du kyaa….😇😍

एक बात बोलनी थी
बोल दूँ क्या…🤔
अपना नाम तेरे नाम के साथ जोड़ना था
जोड़ दूँ क्या…🙈
यूँ तो इश्क़ की हवा कभी चली नही है मेरी ज़िंदगी में
मगर आज सोच रहा हूँ
हवाओं का रुख मोड़ दूँ क्या…😇😍

Title: Ek baat bolni THi ||hindi love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aam Mila Kerte Hain || True love shayari

Muhabbat Mujhe Tum Se Nahi Tere Kirdaar Sey Hai
Warna Haseen Log To Bazar Me Aam Mila Kerte Hain.

Title: Aam Mila Kerte Hain || True love shayari


karake ishq || ISHQ sad Hindi Shayari

kisee ko ishq kee achchhaee ne maar daala,
kisee ko ishq kee gaharaee ne maar daala,
karake ishq koee na bach saka,
jo bach gaya usase tanhaee ne maar daala….

किसी को इश्क़ की अच्छाई ने मार डाला,
किसी को इश्क़ की गहराई ने मार डाला,
करके इश्क़ कोई ना बच सका,
जो बच गया उससे तन्हाई ने मार डाला….

Title: karake ishq || ISHQ sad Hindi Shayari