“EK DIN TU BHI CHALA JAYEGA,
PHIR SE MERE DIL KO RULAYEGA,
YE SAB KAR KE NA JAANE KYA PAYEGA,
PHIR EK RAAT YE DIL AKELA BITAYEGA”
“EK DIN TU BHI CHALA JAYEGA,
PHIR SE MERE DIL KO RULAYEGA,
YE SAB KAR KE NA JAANE KYA PAYEGA,
PHIR EK RAAT YE DIL AKELA BITAYEGA”

Tum bhi meri trah ye dard sehti ho kya😶
Tum ab bhi meri ankhon se behti ho kya🤨
Mein ab bas rab ki ibadat karta hu❤️
Tum bhi ab mujhe bewafa kehti ho kya😑
Ye adhi raat mein mere aansu kyu nikal aaye💔
Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya🙃
तुम भी मेरी तरहा ये दर्द सहती हो क्या😶
तुम अब भी मेरी आखों से बहती हो क्या🤨
मैं अब बस रब की इबादत करता हूं❤️
तुम भी अब मुझे बेवफा कहती हो क्या😑
ये आधी रात में मेरे आसूं क्यों निकल आए💔
तुम अब भी मेरे दिल में रहती हो क्या🙃