Skip to content

Ek tasveer c lagti hai tu || hindi shayari

Hindi shayari || love shayari || ek tasveer c lagdi hai tu...❤️
ek tasveer c lagdi hai tu…❤️



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Main awaara || musafir love shayari

Bhatakta hua musafir hoon yaara

Dar badar phir raha hoon haalat ka maara

Main bekhabar aur besahara

Chala hoon apni taqdeer likhne

Adhuri kahani ko Puri karne

Khud ki manzil ka toh pata nahi raah sab ko dikhata hoon

Apne rashte main gumrah hoon dusron ki chah puri karta hoon

Apne liye awara hoon,dusre ke liye aankh ka tara hoon

Afsos tune ne na samjha mere dil ko

Main tere liye Aaj bhi dil haara hoon

Title: Main awaara || musafir love shayari


Nasha || two line hindi shayari

Nasha pila ke girana to sbko aata hai 
Maza to tb aaye jb girto ko tham le galib

नशा पिला के गिराना तो सबको आता है
मज़ा तो तब आये जब गिरतों को थाम ले गालिब

Title: Nasha || two line hindi shayari