Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mujhe Afsos nahi ki || Rona shayarri
मुझे अफसोस नहीं की
मेरे पास सबकुछ होना चाहिए था,
मैं तब भी मुस्कुराता रहा
जब मुझे रोना चाहिए था...
Title: Mujhe Afsos nahi ki || Rona shayarri
Use meri bhi yaad aayegi || sad but true || Hindi shayari
Mere siwa sari kayanat uske zehan mein hai,
Lagta hai abhi sab khairiyat hai,
Zara tabiyat nasaaz to hone do,
Fir use meri bhi yaad aayegi…🙌🥀
मेरे सिवा सारी कायनात उसके ज़हन में है,
लगता है अभी सब खैरियत है,
ज़रा तबियत नासाज़ तो होने दो,
फिर उसे मेरी भी याद आयेगी…🙌🥀




