Skip to content

jaane-meriye-punjabi-love-shayari

  • by

Title: jaane-meriye-punjabi-love-shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dhadkane tumhari wafadar hain || beautiful hindi shayari

Hath thaam kar sath nibhane ki batein bhi yaad aati hai
Beete har lamhe mein har lamha talabgar hai🙃
Dil to aaj bhi mere pass hai,
Lekin dhadkne aaj bhi tumhari wafadar hai❤️🤞

हाथ थाम कर साथ निभाने की बातें भी याद आती हैं,
बीते हर लम्हे में हर लम्हा तलबगार है…🙃
दिल तो आज भी मेरे पास है,
लेकिन धड़कने आज भी तुम्हारी वफादार है…❤️🤞

Title: Dhadkane tumhari wafadar hain || beautiful hindi shayari


Kisi ka chup hona || Hindi so true shayari

Kisi ka chup hona
apni hoshiyari mat samjhna
wo aapki nahi janaab
apni hoshiyaari ki wajah se chup hai

किसी का चुप होना
अपनी होशियारी मत समझना,
वो आपकी नहीं जनाब,
अपनी होशियारी की वजह से चुप है♠️

Title: Kisi ka chup hona || Hindi so true shayari