Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khawahish || two line shayari || love sad shayari
Ek khawahish thi ke zindagi tere sath guzaru ❤
Ek khawaish yeh bhi ki teri kabhi yaad bhi na aaye 💔
एक ख्वाहिश थी के ज़िंदगी तेरे साथ गुजारूं❤
एक ख्वाहिश ये भी की तेरी कभी याद भी न आए💔
Title: Khawahish || two line shayari || love sad shayari
Ehsaas hamesha rahega || ehsaas shayari
Jab bhi ehsaas ho ke duriya zaruri hai
tho phir dil ko sambhal lo
ke dilo ka dur hona bhi zaruri hai
warna hum tho dur jayenge par
shayad ehsaas hamesha rahjayenge…..💚
