Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Wo Shehar Bhi Tera Tha Aur Adalat Bhi Teri Thi
Wo Mohabbat Bhi Teri Thi, Wo Nafrat Bhi Teri Thi
Wo Apnapan Aur Thukrane Ki Ada Bhi Teri Thi
Hum Apni Wafa Ka Insaf Kisse Maangte,
Wo Shehar Bhi Tera Tha Aur Adalat Bhi Teri Thi!
Title: Wo Shehar Bhi Tera Tha Aur Adalat Bhi Teri Thi
Tumko dekha toh mohobbat || Shayari hindi
Tumko dekha toh mohobbat bhi samajh aai
warna is shabad ki tareef hi suna karte the
तुमको देखा तो मौहब्बत भी समझ आई,
वरना इस शब्द की तारीफ ही सुना करते थे.
