Skip to content

Duniya-ton-door-true-love-sufi-shayari

Title: Duniya-ton-door-true-love-sufi-shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tere khwabon se || love shayari

Tere kwabon se aankhe. Na. Bharpoor ho!

Tere. Ashiqko o rat dhalti  nahi

isa pal he nahi ,jo tere yaad me

Tere tasveer  se bat chalti nahin!

Tu khayalon me aati he mere magar

Tuj ko cholon to gum hoke milti nahi!

Kya khata he hamari

Bata jane main!

Karwai wafa ki kyu chalti  nahi!

Hum to nouker  bane

Dil ke ab kya kare!

Bin tere pyaar  ki kaliyan khilti nahi!

Yere khwabon se……

Title: Tere khwabon se || love shayari


Yeh Tarkeeb Nikaali Hai || tarkeeb status

Zinda Rahane Ki Ab Yeh Tarkeeb Nikaali Hai,
Zinda Hone Ki Khabar Sab Se Chhupa Li Hai.
ज़िंदा रहने की अब ये तरकीब निकाली है,
ज़िंदा होने की खबर सब से छुपा ली है।

Title: Yeh Tarkeeb Nikaali Hai || tarkeeb status