Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bass lafzo se hi izhaar nhi hota || two line hindi shayari || true line shayari
Mere jazbaat mere dil ki harr baat kehte hai hamesha
Bass lafzo se hi izhaar nhi hota 🥀
मेरे जज़्बात मेरें दिल की हर बात कहते हैं हमेशा
बस लफ़्ज़ों से ही इज़हार नहीं होता।।🥀
Title: Bass lafzo se hi izhaar nhi hota || two line hindi shayari || true line shayari
BJ ki Kalam se || shayari
Chup raho ab
Kuch na btao kisi ko.
Ro Chuke ho Akele me to ye ankhein na dikhao kisi ko.
Koi puche kya hua to kehna Sab thik hai?
Ab sath apne bithakar na sharab pilao kisi ko.
