Skip to content

Ewe rabb agge fariyaad || Punjabi shayari from heart

Assi mud ke nahi aauna es dunia vich,
sannu yaad aime war-war na kri,
assi milna nahi tenu kise gali de mod te,
aime rab aage war-war fariyad na kari.

Title: Ewe rabb agge fariyaad || Punjabi shayari from heart

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ishq hai mere bhi || Hindi 2 lines sad love shayari

Ishq hai mere bhi jehan me magar kisi raat ki tarah sunsaan hai
likhta hu jiske liye sab wo ab tak anjaan hai

इश्क़ है मेरे भी जेहन में मगर किसी रात की तरह सुनसान है !
लिखता हूं जिसके लिए सब वो अब तक अनजान है | ____Vikram♥️

Title: Ishq hai mere bhi || Hindi 2 lines sad love shayari


hausala mujh mein nahin || 2 lines sad status hindi

hausala mujh mein nahin usako bulaane ka,
kaam sadiyon se lamhon mein kahaan hota hai….

हौसला मुझ में नहीं उसको बुलाने का,
काम सदियों से लम्हों में कहाँ होता है…

Title: hausala mujh mein nahin || 2 lines sad status hindi