Skip to content

Farebi bataya hai❤️‍🔥

jamana jiske khilaaf hai || hinid shayari


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


BHULA NA SAKEYA | So Sad Status

oh ejehi chahat c
jisnu me paa na sakeya
ik pal vich bhula gaye
jisnu me bhula na sakeya

ਉਹ ਅਜੇਹੀ ਚਾਹਤ ਸੀ
ਜਿਸਨੂੰ ਮੈਂ ਪਾ ਨਾ ਸਕਿਆ
ਇਕ ਪਲ ਵਿੱਚ ਭੁਲਾ ਗਏ
ਜਿਸਨੂੰ ਮੈਂ ਭੁਲਾ ਨਾ ਸਕਿਆ

Title: BHULA NA SAKEYA | So Sad Status


Ye zindagi || Hindi shayari || shayari video

life shayari

Ye zindagi bhut hi azib hai yaaro
Koi maut se darta hai..to koi jite ji marta hai
Har kisiko zindagi se mohobbat hoti hai
Or jivan khone se har kisi ka dil darta hai
Kisi ko hsaati or kisi ko rulati hai je zindagi
Or dil ro ro kar yun hi aanhein bharta hai
Kisi ka shonk ban jati hai or koi gale lgana chahta hai ise…
Lekin nafrat to use ho jati hai is zindagi se
Jo mohobbat kisi se beshumar krta hai..!!

Title: Ye zindagi || Hindi shayari || shayari video