Skip to content

Fark padhta hai || love hindi shayari

Fark padta hai tere na hone se
Fark padta hai tujhe khone se..

Fark padta hai teri nazdeekiyo se
Fark padta hai teri duriyo se….

Fark padta hai teri galtiyo se
Fark padta hai uthti ungliyon se…

Fark padta hai tere paas hone se
Fark padta hai tujhe sochh rone se….

Fark padta hai sirf teri khusiyo se
Fark nahi padta zamane ki bandishon se….

Title: Fark padhta hai || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Happy friendship day

happy friendship day shayari quote
Happy friend ship day




Kehna to hai hi

कभी सोचो वो  किस्से,

कभी कहो वो बाते ,

कहना तो है ही,

तो वो दिन आज क्यों नहीं,

आँसुओं से ही सही ,

कह दो वो बाते,

कहना तो है ही,

आँखों की बरसातों से ही सही।

Title: Kehna to hai hi