Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Rutha yaar|sad shayari
mnane ka hunr
Ya maula muje bhi de de hunar..
Kisiko mnane ka..
Yaar Ruth kr baitha hai apni zid mein aakr..

Mukammal zindagi ke mayine || hindi shayari
Ye lakire ye nasib ye kismat,
Sab fareb ke aayine hain,
Hathon mein tera hath hone se hi,
Mukammal zindagi ke mayine hain❤️
ये लकीरें ये नसीब ये किस्मत,
सब फ़रेब के आईने हैं,
हाथों में तेरा हाथ होने से ही,
मुकम्मल ज़िन्दगी के मायने हैं।❤




