Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kabhi dil bhi milaya kar || Hindi shayari || true LINEs
आँखों से आंसू मत बहाया कर
बारिशें हों तो ख़ुद भीग जाया कर
चाँद है तु खुद का
ख़ुद के लिए जगमगाया कर
सिर्फ हाथ का काम नहीं है मिलना
कभी दिल भी मिलाया कर✨
Ankhon se aansu Matt bahaya kar
Barishein ho to khud bheeg jaya kar
Chaand hai tu khud ka
Khud ke liye jagmagaya kar
Sirf hath ka kaam nhi hai milna
Kabhi dil bhi milaya kar✨
Title: Kabhi dil bhi milaya kar || Hindi shayari || true LINEs
Tumhe na karni aai Kadar || Hindi Shayari Heart Broken
Na mumkin hai ab kisi se
pyar krna
Dil TUTa hua hara is kadar
Ham NE toh nibahae
Pure Dil SE
Par Tumhe hi Na krni ayi kadar




