Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
khud ki saanse || hindi SHAYARI
Jab se dekha hai tujhe, main khud ko bhula betha hu,
Jb se chaha hai tujhe, main khud ko mita betha hu..
Na jane kya manzoor hoga kismat ko.. Main toh khud ki sansein tere naam likha betha hu…
Title: khud ki saanse || hindi SHAYARI
usakee bewafai ka || Heart broken status hindi
kaise karoon mukadama us par usakee bewafai ka,
kamabakht ye dil bhee usee ka vakeel nikala…
कैसे करूं मुकदमा उस पर उसकी बेवफाई का,
कमबख्त ये दिल भी उसी का वकील निकला…
