Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tera intezaar humne kiya || two line hindi shayari
Tha jhootha vaada magar aitbaar humne Kiya
Tamam raat Tera intzaar humne kiya💔
था झूठा वादा मगर ऐतेबार हमने किया
तमाम रात तेरा इंतज़ार हमने किया💔
Title: Tera intezaar humne kiya || two line hindi shayari
Zindagi ka safar || mohobat shayari on life
गुज़र रहे हैं जिंदगी के पल कभी खुशी में तो कभी ग़मी में ।
होती हैं खुशियां कभी सातवें आसमा पर ओर कभी ज़मी पे।
Guzr rahe hain zindagi ke pall kabhi khushi me to kabhi gami me…..
hoti hain Khushyan kabhi saatwe aasma pr or kabhi zamee pe….
