Skip to content

Few star are my friends || English quotes || love quotes

Love English quotes || A few stars are now my best friends cuz I talk about u with them daily
A few stars are now my best friends cuz I talk about u with them daily



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mulakaat yaado se hui❤️‍🩹

HINDI shayari  || yaad shayari || Jinhe bhoolne ki galatfehmi mein the hum ...jab guzre unke shehar se to mulakat yaadon se hui
Jinhe bhoolne ki galatfehmi mein the hum …jab guzre unke shehar se to mulakat yaadon se hui





Sukun kaha hai ab || hindi shayari || zindagi shayari

Sukun kaha hai ab aisi aab-o-hawa mein
Chal rahi hai zindagi apni apni wafa mein
Tu wafadar bhi hai aur adakaar bhi e zindagi
Jaan chuka hu tere kirdaar, mein pehli hi dafa mein…💯🍂

सुकूं कहां है अब ऐसी आब-ओ-हवा में,
चल रही है जिंदगी अपनी, अपनी वफा में,
तू वफादार भी है और अदाकार भी ए-जिंदगी,
जान चुका हूं तेरे किरदार, मैं पहली ही दफा में…💯🍂

Title: Sukun kaha hai ab || hindi shayari || zindagi shayari