Ek baat hai jo kabse humein, samajh nhi aa rhi..
Aadat gam chupane ki humse, badli nhi ja rhi..
Dekha hai logo ko bant te huye, gam dusro ke sath..
Kaash baant le mera bhi koi, ab aur chupane ki, jagah na rahi…💔
एक बात है जो कबसे हमें, समझ नहीं आ रही..
आदत गम छुपाने की हमसे, बदली नहीं जा रही..
देखा है लोगों को बांटते हुए, गम दूसरों के साथ..
काश बांट ले मेरा भी कोई, अब और छुपाने की, जगह ना रही…💔
Kaise kahen hum,
Ki hame pyar nhi tumse.
Tum to vo dua ho janab,
Jiske kabool ho jane se.!!
Murde bhi zinda ho jaaye…
ਤੇਰਾ ਰੋਹਿਤ…✍🏻