Meri hasi wasi muskuraht wuskuraht sb tujh pr qurban
Tera gussa wossa nakhra wkhra Sb mera
Enjoy Every Movement of life!
Meri hasi wasi muskuraht wuskuraht sb tujh pr qurban
Tera gussa wossa nakhra wkhra Sb mera
YUN GUZRE WOH RAASTE SE HO KAR RU-BA-RU HUM SE
MEHEKTA HO MAHTAAB JAISE SAJTA RAHA TABASSUM LABON PAR
یوں گزرے وہ راستے سے ہو کر رو برو ہم سے
مہکتا ہو مہتاب جیسے سجتا رہا تبسّم لبوں پر
Bankar fakeer baitha tha jis bewafa ke khatir
Wahi aaye aur bole mursid dua kro mera yaar mil jaye💔
बनकर फकीर बैठा था जिस बेवफा के खातिर
वही आये और बोले मुर्शिद दुआ करो मेरा यार मिल जाये💔