Ab fir kabhi mulaaqat hogi
jab ankhe yeh Teri royegi
PR afsos ham judaa ho gaye honge ik dusre SE bhout door
Ab fir kabhi mulaaqat hogi
jab ankhe yeh Teri royegi
PR afsos ham judaa ho gaye honge ik dusre SE bhout door

Tujhe bhool jau agar mere bas mein ho to
Khud ki hi kabar bnwa lu agar mere bas mein ho to
In saajo, wadiyon, fulon sabhi mein tera zikr hai
Inhe bhi mita doon agar mere bas mein ho to 🍂
तुझे भूल जाऊं अगर मेरे बस में हो तो
खुद की ही कब्र बनवा लूँ अगर मेरे बस में हो तो
इन साज़ों ,वादियों ,फूलों सभी में तेरा ज़िक्र है
इन्हे भी मिटा दूँ अगर मेरे बस में हो तो 🍂