Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ek baat bolu || heart broken shayari hindi
Ek baat bolu. ? 👇
kabhi kabhi hum raat ko chupkr ro lete hai
Or din mein fake smile lekar phir se din start karte hai
jaise raat ko kuch huwa hi na ho.. 💔
Title: Ek baat bolu || heart broken shayari hindi
Maa-baap || life shayari hindi
किसी के पास सब कुछ हो,
तो जलती है दुनियाँ,
किसी के पास कुछ ना हो,
तो हँसती है दुनियाँ,
लेकिन मेरे पास तो मेरे माँ-बाप है,
जिसके लिए तरसती है दुनियाँ!
Kisi ke paas sab kuchh ho,
to jalti hai duniyan,
kisi ke paas kuchh na ho,
to hansti hai duniyan,
lekin mere paas to mere maa-baap hai,
jisake lie tarsti hai duniyan!

