Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hindi toote dil ki shayari || sab kuchh

dil toot k bikhar jaat hai..
fir bhi muskuraan padhta hai..
kabhi kabhi apno ki khushi k liye
har dard sehna padhta hai
Title: Hindi toote dil ki shayari || sab kuchh
Zindagi se shikwa || sad but true Hindi shayari
Zindagi se shikwa nahi ke
Usne gam ka aadi bana diya
Gila to unse hai jinhone,
Roshni ki umeed dikha ke
Diya hi bujha diya….💯💔
ज़िंदगी से शिकवा नहीं कि,
उसने गम का आदी बना दिया….
गिला तो उनसे हैं जिन्होंने,
रोशनी की उम्मीद दिखा के
दिया ही बुझा दिया…..💯💔
