Skip to content
GAL AJEEB || TRUE PUNJABI SAYRI
Loki kehnde ne khush raheya karo
te duje pase ohi kisinu khush rehn ni dinde
gal ajib aa but sachi aa



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaash ek dua kabool || Mehboob shayari

Kash ek dua kabool ho,

Meri ibadat ke bagair.

Meri shaadi mere mehboob se hi ho,

Chahe ho gharwalo ko izazat ke bagair.

Title: Kaash ek dua kabool || Mehboob shayari


Kitabo ke siwa kuchh nahi || hindi beautiful shayari

Tum jab aaogi khoya hua paogi mujhe 
Mere tanhai me khwabo ke siwa kuchh nahi
Mere kamre ko sajane ki tamanna hai tumhe
Mere kamre me kitabo ke siwa kuchh nahi✨

तुम जब आओगी खोया हुआ पाओगी मुझे
मेरी तन्हाई में ख्वाबों के सिवा कुछ नहीं
मेरे कमरे को सजाने की तमन्ना है तुम्हें
मेरे कमरे में किताबों के सिवा कुछ नहीं✨

Title: Kitabo ke siwa kuchh nahi || hindi beautiful shayari