Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kisi ka chup hona || Hindi so true shayari
Kisi ka chup hona
apni hoshiyari mat samjhna
wo aapki nahi janaab
apni hoshiyaari ki wajah se chup hai
किसी का चुप होना
अपनी होशियारी मत समझना,
वो आपकी नहीं जनाब,
अपनी होशियारी की वजह से चुप है♠️
Title: Kisi ka chup hona || Hindi so true shayari
Sath toh zindagi bhi || hinid shayari best
Sath toh zindagi bhi chod jaati hai
phir insaan kya chiz hai
hum toh wo hai jo chumbak ke tarah chipak jayae
ek baar chipak jayae phir hatana mushqil hi nhi namumkin hai…



