Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ashiqui mein hun marte rahenge || love shayari
Agar ek tarfa hi hum tum pr marte rahenge
To Jaan esa hum kab tak krte rahenge
Dost bankar rehte hai na dost
Aashiqui me to hum marte rahenge💔
अगर एक तरफा ही हैं तुम पर मरते रहेंगे
तो जान ऐसा हम कब तक करते रहेंगे
दोस्त बनकर रहते हैं ना दोस्त
आशिक़ी में तो हम मरते रहेंगे💔
Title: Ashiqui mein hun marte rahenge || love shayari
Bewafa hindi shayari || mujhe nazar andaaz karke

bhi meri mohobat se khud
ko tu na bacha saki
arey mujhse bewafayi
karke bhi tujhe kuch mila nahi
par kisi aur se dil laga ke bhi tu kuch na paa saki

