Skip to content

Reh-nahi-hona-sacha-pyar-shayari

  • by

Title: Reh-nahi-hona-sacha-pyar-shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohabbat ❤️ || true love shayari

ਜਿਸਮ ਤੇ ਨਹੀ ਰੂਹ ਤੇ ਮਰ.. ਮਹੁੱਬਤ ਚਿਹਰੇ ਨਾਲ ਨਹੀ ਸਾਦਗੀ ਨਾਲ ਕਰ…❤️

Jisam te nahi rooh te marr.. mohabbat chehre nall nahi sadgi nall kr…❤️

Title: Mohabbat ❤️ || true love shayari


Ek taraf kua ek taraf khaayi || Hindi shayari

Meri mehfilo ki chahat, mujhe itna door le aayi hai..
Ke mehfilein talash karne mein, apno se dooriyan badh aayi hain..
Ab na apne hain na mehfilein, bas mein aur meri tanhaai hai..
Ab jate huye vapis dar lagta hai, ek taraf kua aur ek tarf khaayi hai…

मेरी मैहफिलों की चाहत, मुझे इतना दूर ले आई है..
कि मैहफिलें तलाश करने में, अपनों से दूरियां बढ़ आई हैं..
अब ना अपने हैं ना मैहफिलें, बस मैं और मेरी तनहाई है..
अब जाते हुए वापस डर लगता है, एक तरफ कुआं और एक तराफ खाई है….

Title: Ek taraf kua ek taraf khaayi || Hindi shayari