Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dosti shayari || hindi shayari
Din hua hai to raat bhi hogi,
Ho mat udas kabhi to baat bhi hogi.
Itne pyar se dosti ki hai,
jindagi rahi to mulaqat bhi hogi..😊
दिन हुआ है तो रात भी होगी,
हो मत उदास कभी तो बात भी होगी,
इतनी प्यार से दोस्ती की है,
ज़िन्दगी रही तो मुलाकात भी होगी…😊
Title: Dosti shayari || hindi shayari
Khwaab shayari hindi
Wo ek Shaks mere Khwaab mein kya aane laga,
Har roz raat sone ka bas mujhe intezaar hone laga.
Use apni zindagi banane ki koshish mein lag gaye the hum,
Wo khwaab aisa toota ke use bhool jane ki dua mangne laga.

