Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hindi shayari || two line sad shayari
Bichhad ke tujhse kisi dusre pe mrna hai
Ye tazurba bhi isi zindagi me krna hai 🍁
बिछड़ के तुझसे किसी दूसरे पे मरना है
ये तज़ुर्बा भी इसी ज़िन्दगी में करना है🍁
Title: Hindi shayari || two line sad shayari
Yaad rakhna || Heartbroken💔
Ja chuke ho to yaad rkhna
Ki ja chuke ho to yaad rkhna
lot ke bhi mt aana
Dubara pyar karenge
ye umeed bhul kr bhi mt jgana
