Enjoy Every Movement of life!
Ishq mamooli cheez to nhi
har koi is aag me jala hai
kuch to baat hai mohabbat mein
isliye to ek lash ki yaad mein tajmahal khada hai🙌
इश्क़ मामूली चीज़ तो नहीं
हर कोई इस आग में जला है
कुछ तो बात है मोहोब्बत में
इसीलिए तो एक लाश की याद में ताजमहल खड़ा है🙌
Kuch Rasta Likh Dega..
Kuch Main Likh Dunga…
Tum Likhte Jao Mushkil..
Main Manzil Likh Dunga….
