Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Judaai || sad but true || hindi shayari
Mere hisse me tum👉 nhi bas tumhari judaayi 💔 hai jiske hisse me tum👀 usne bhi kya takdeer payi hai🙃
मेरे हिस्से में तुम👉 नहीं बस तुम्हारी जुदाई💔 है जिसके हिस्से में तुम👀 उसने भी क्या तकदीर पाई है🙃
Title: Judaai || sad but true || hindi shayari
Mareeze-ishq || ishq shayari
Mareeze-ishq hain itna sataya na karo,
Hamare ishq ka mazak yun udaya na karo,
Iss ishq main to jaan bhi haazir hai hamari,
Magar mazaak main ise gawaya na karo.



