Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Meri Ho Jaye….♥️
Aisa Kya Bolun Ki Tere Dil Ko Chhoo Jaye
Aisi Kisse Dua Maangu Ki Tu Meri Ho Jaye….♥️
Title: Meri Ho Jaye….♥️
Maa-baap || life shayari hindi
किसी के पास सब कुछ हो,
तो जलती है दुनियाँ,
किसी के पास कुछ ना हो,
तो हँसती है दुनियाँ,
लेकिन मेरे पास तो मेरे माँ-बाप है,
जिसके लिए तरसती है दुनियाँ!
Kisi ke paas sab kuchh ho,
to jalti hai duniyan,
kisi ke paas kuchh na ho,
to hansti hai duniyan,
lekin mere paas to mere maa-baap hai,
jisake lie tarsti hai duniyan!
