Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
khafa nahi hai aapse || Shayari
KHAFA NAHI HAI AAPSE
MAGAR BEWAFA NIKLE AAP
PAGAL TO HUM THE
SAMAJDAR NIKLE AAP
– AMRUTA
Title: khafa nahi hai aapse || Shayari
Dua karte karte || hindi shayari || love shayari
Mujhe apne dil se juda karte karte,
Vo roya bhut ye faisla karte karte🙌
Mulakaat ka koi rasta nikalo,
Zuban thak gyi hai dua karte karte🙏
मुझे अपने दिल से जुदा करते करते,
वो रोया बहुत ये फैसला करते करते 🙌
मुलाकात का कोई रस्ता निकालो,
जुबां थक गई है दुआ करते करते!🙏




